Milad un Nabi Speeches

Introduction

As it is the 12th of Rabi Ul Awal, this is a very important time. It is considered as the day for us to remember the precious martyrs of our Nation. Hazrat Muhammad Mustafa(SAW), with his simple and elegant speeches, made important references and references to various meanings of the “Masoom-e-Aam.” He emphasized the faith among human beings and had an abiding love for every human being, just as the Prophet (SAWW) had a love for us all.

What is the significance of Milad un Nabi?

Milad un Nabi is the day when Prophet Muhammad(SAW) is born, and according to the Islamic teaching, whoever knows the History of Prophet Muhammad(SAW) will be in Paradise. In addition, it is also told that every day, Prophet Muhammad(SAW) will come to Earth, he will offer the tribute to God, which is a remembrance of his presence among humanity. The day is known by the name of Makkah, as he used to reside there. And during this day, the country is the place to worship Prophet Muhammad(SAW), and our heart is longing to pray that God bless us with his guidance. Why is celebrating Milad un Nabi necessary? Believers will get the authority of heaven and will get a great status and reward from God Almighty on the tenth of every month of their life.

Best Milad un Nabi Speeches

Milad un Nabi (SAW) is special to all Muslims because it’s considered the Last Prophet on Earth, who stayed on Earth to guide people and clear misunderstandings. To learn about the teachings of Hazrat Muhammad Mustafa (SAW), we put together 10 Most Inspiring Milad un Nabi speeches. 1. Milad un Nabi- Nasheed, The Most Legendary Milad in Islam, is Nasheed. So we put together a highly recited poem and sung in ceremonies all over the World on the occasion of Milad un Nabi. The poem was written by the great poet Qasim Mir, who was also from Bangladesh. He was most famous for his work in the Awliya language, similar to the Bengali language. The poem was written with the pen name Shahadat Ali and was published by his brother in 1933.

Speech On 12 Rabi ul Awal in Urdu

Rabi ul Awal is the third month in the Islamic or Hijri Calendar. This auspicious month is regarded as the month of birth of Hazrat Muhammad Mustafa (SAWW). Many Muslims believe that the 12th Rabi Ul Awal is the day of that month, on which our beloved Hazrat Muhammad Mustafa (SAWW) came into this World. Moreover, the day of 12th Rabi ul Awal is also known as Eid Milad Un Nabi (SAWW) and is called that way in many countries. In this article, we will discuss the speech on 12 Rabi ul Awal in Urdu. Not just that, but there will be a speech that we will provide you with and that speech would be in Urdu.

Following is the speech about 12 Rabi Ul Awal:

Eid Milad Un Nabi Speech in Urdu:

“Jab Masjid-e-Nabwi(SAW) Ke Minar Nazar Aye

Allah ki Rehmat Ke Asar Nazar Aye

Manzar ho Bayan Kaise, Alfaz Nahi Milta

Jis Waqt Muhammad(SAW) Ka Darbar Nazr Aye

Bas Yaad Rahe Itna Seena Sa Lagi Jali

Phir Yaad Nahi Kya Kya Anwar Nazr Aye

Dukh Dard Ke Maron Ko Gham Yaad Nahi Rehta

Jab Samne Ankhon Ke Gham Khawar Nazr Aye”

Rabiul Awal – Khushi ka Maheena

Poori Dunya Me Jitny Bhi Musalman log hain, un kay liya Rabi Ul Awal ka mahina or Eid Milad Un Nabi ka Din, boht he zyada khushi ka waqt hota hai or woh is mahina ko josh o kharosh se manatay hain. Is Mahina Mein Hamara Pyarey, Mohsin-e-insaniyat, Rehmat-har-Jahan, Kainat ke Aaqa or Fakhr-e-Moojodad, Nabi Kareem Hazrat Muhammad e Mustafa (SAWW) ki wiladat hui.

Boht se musalman is khushi mein mehfil or milad munakad karte hain. Halanka, takreeban sabhi musalman is din ko manatay hein, lekin kuch aisay islami mumalik hain jahan par Eid Milad Un Nabi nahi manai jati.

Un ma sa kuch Qatar or Saudi Arab hein. Is Mein zara bhi shak nahi ke Rasol Allah (SAWW) ka milad manana jaiz or mustahab hai. Is cheez sai Muhabat e Rasool Allah (SAW) ki alamat zahir Hoti hain.

Poori Dunya Kay liya ye aik boht he zyada khushi ka din hai. Hazrat Muhammad Mustafa (SAW) ek azeem or Qasim Nehmat hain jis ka Dunya ki koi bhi nehmat Muqabla Nahi Kar sakti.

References From Ahadees

Milad un Nabi Speeches

Bukhari-o-Muslim hadees pak mein hai, “Mein Baant’ta hun or Allah deta hai.”

-( Bukhari-o-Muslim).

Jahan tak baat hai Hazrat Muhammad Mustafa (SAWW) ki wiladat ki, toh baaz log is baat par behas kartay hain kay 12 Rabi Ul Awal, Rasool Allah (SAWW) ki wiladat ka din nahi, balkay kisi or din Rasool ki wiladat hui.

Ab is baat par yun toh boht behas hoti hai, lekin kuch aisa hawala mojood hain jin ko agar dekha or parha jaye toh baat ki wazahat hojati hai. Un hawalon mein se kuch ka ziqr hum aap se karta hain.

Imam Ibn-e-Jareer al Tabri jo Ek scholar or Morak hein, wo fermatay hein:

“Rasool Allah(SAWW) ki wiladat Somwar ka din Rabi Ul Awal Shareef ki barwenh tareeq ko Aam Alfeel me hui.”

Sirf yeh he nahi lekin or bhi hawalay mojood hein jo is baat ki ghwahi dete hein kay Rasool Allah (SAWW) ki wiladat 12 Rabi Ul Awal ko he hui the. Dosry Hawalay ka zikr hum aap se kartay hein.

Pir Muhammad Karam Shah al-Azhari, Ziya un Nabi mein likhta hein ke:

“Is mein koi ikhtalaf nahi ke Mohsin-e-insaniyat(SAWW) ka youme Milad doh shanba ka din tha.” Ab yeh zahir hogya keh Rasool Allah(SAW) ki wiladat 12 Rabi ul Awal ko hui.

“Nisar Teri Chahal Pehal Par

Hazaro Eiden Rabi Ul Awal

Siwae Iblees Ke Jahan Mein

Sabhi Toh Khushiyan Mana Rahe Hein”

Hamne jaisay pehla farmaya ke, dunya mein boht log is baat se ittefaq nahi kartay ke Rasool Allah(SAW) ki wiladat 12 Rabi Ul Awal ko hui.

Is ke sath sath hum apko batatay chalen ka is dunya ma boht say aisay log bhi hain jo kehta hain kay Eid Milad un Nabi manani hi nahi chahiye.

Aisay Buhat saray Muslim Mumalik hain jo Rabi Ul Awal ma Eid Milad Un Nabi ko manatay nahi or un main say chand ka naam laite hain.

Jaisay Saudi Arab or Qatar. Aise boht se hawala hein jo is baat ki ghawai dete hain ka Rabi Ul Awal ma Eid Milad Un Nabi manana thik hai.

Naat Ashaar

“Humein to Jaan Se Pyaari Hai Baarvi Taareekh

Aaddu Kay Dil Ko Katari Hai Baarvi Tareekh

Hamesha Tuna Ghulamo Kay Dill Kiya Thanda

Jile Jo Tujh Se Woh Nari hain Barvi Tareekh

Mubarak Mauqa Allah Pak Ne Atah Farmaya

Ek Baar Fir Bandgi Ki Rah Pe Chalaya

Adda Karna Apna Farz Tum Khuda Kay liye

Khushi Se Bhari Ho Milad Un Nabi aap Kay liye

Dunya Ki Har Fiza Mein Ujaala Rasool Ka

Yeh Sari Kainat Hai Sadqa Rasool Ka

Khushboo-e-Gulaab Hay Paseena Rasool Ka

Aap Ko Bhi Ho Mubarak Mahina Rasool Ka

Ek Yeh Jahan, Ek Woh Jahan

In Do Jahan Ke Darmiyan Bus Fasla Hai Ek Saans Ka

Jo Chal Raha Hai To Ye Jahan, Jo Ruk Gaye To Woh Jahan

Saaki Is Mala Mein Moti Pro Do Darood Kay

Phir Ye Jahan ho Ya woh Jahan

Hamaray Sath Hoon Gay SARKAR-E-DO Jahan

Buhat Muqadas Hai Mere Pyare Nabi(SAWW) Ky Qadmon Ki Dhul

Kash Ke Is Dhul Ka Koi Zarra Meri Qabar Ki Zeenat Ban Jaye”

Is Eid Milad Un Nabi ki urdu speech me ham nay kuch ahm nukton par baat ki or us ke sath sath kuch hawalay bhi aap ki khidamt ma hazir kiya.

Sirf yehi nahi, lekin ham nay kuch Naatiya ashaar bhi aap ki khidmat main hazir kiye jis ko parh kar acha lagy or jo dill cho leny walay thy.

Hum Umeed karty hein kay aap is Eid Milad Un Nabi par apna ghar ko or mohala ko achi tarah sajaen ge or is Eid Milad Un Nabi ko khub manaye ge.

Naat khwani karaye ge or logon ko Islam or Rasool Allah(SAWW) ka Paighaam Logon tak puhanchaen ge. Jashne Eid Milad Un Nabi Mubarak.

Eid Milad Un Nabi Speech Ending in English

For our beloved Hazrat Muhammad Mustafa(SAW), we wrote Speech On 12 Rabi Ul Awal In Urdu so that most of the people living in our Country and Region Could understand and apply all the essential things important.

Moreover, it is important to spread knowledge to a vast amount of people so that everyone could attain benefit from it.

Admiring Lines About Prophet (SAWW)

Following are a few lines on Speech about 12 Rabi Ul Awal in English:

“You are the light of Allah at Dawn

You came after the hardship as a convenience

Our Allah raised up your position

Oh Imam of the Prophets

You are alive in sentiment

You are the light of eyes

And You are the irrigation at the Hawd

You are the absolutely pure guide

My Beloved Muhammad(SAWW)

Oh Prophet, Peace Be Upon You

My Messenger, Peace Be

Oh Beloved, Peace Be

The Prayers of Allah Be

My Heart Irrigates with Love

Whom By Him I have Seen my Path

The Love Of the Best Of Messengers of my God

My Intercessor, Oh Messenger of Allah

Oh, the chosen out from us

Love Boosted up the Nostalgia

You came for us with religious peace

Oh, Final Messenger

My Beloved Muhammad(SAWW)

My Prophet, Peace Be Upon You

Oh Messenger, Peace Be

Oh beloved, Peace Be

The Prayers of Allah Be

Conclusion

Never forget the importance of this holy day and the birth of the Holy Prophet(SAWW), the person of peace and blessings. Happy Milad un Nabi Day.

Note: Please see All About Islam – Muslim Preachers, Imams, Scholars, and Salafis. In this post, I have tried to select the quotes that would help all the ordinary Muslims and not exclude the political, jurisprudential, and legal issues related to the book “Milad un Nabi.” I have completely believed this article will help you in your knowledge of “Milad un Nabi.”

We are updating the latest dates and times on our different platforms of the Pakistan event. You can get the latest news from our platforms. Thanks!